* Aaj rootha huwa ik dost bohat yaad aiya *
* Acha guzra huwa kuch waqat bohat yaad aiya *
* Mere ankhon k har ik ashk pay ronay wala *
* Aaj jub ankh yah royee to bohat yaad aiya *
* Jo mere dard ko senay main chupa layta tha *
* Aaj jub dard huwa mujko to bohat yaad aiya *
* Jo mere ankh main kajal ke tara rehta tha *
* Aaj kajal jo lagaia to bohat yaad aiya *
* Jo mere dil k tha qareb faqat usko he *
* Aaj jub dil nai bhulya to bohat yaad aiya *